Check Internet Towers or speed or uploding details
Aaj ma aap ko bttata hun ki kese speed test kure or usme aap ko kese server or ISP server change kren ......
Is procesure ne aap ko pehle to aap dekh le ki aap ka net slow ya fast to nhi ho rha kyon ki iss sme aap ka server bubling ho rha hota ha ....
Fir aap ko crome me ja ke search kurna ha www.speedtest.net
Fir usne aap ko ek window show ho gi jo laptop ki ho gi jisne aap ko wach ki trh show ho ga usme aap ko ping ka option ho ga usse click kren or pinging hone Den fir aap ko download or uplodong ke speed show ho jaae gi fir ye procesure complete hone ke bad aap ko vhan pe towers select kurne ke liye show ho rha hoha jisme aap ko delhi yaa aap ke states ke city show ho rhe ho ge fir aap kissi bhi state ko select kur ke jo aap ke pass ho vo aap select kur lr fir aap vapis se ping kure fir aap ka server or ISP provider change ho jaaenge or aap ka net speed fast ya slow ho jaae ga ......
Agar slow ho jaee to to aap vapis se state change kur len or vapis check kure for aap ko net speed fast show ho jaae gi ....
Iss ka aap dusra procesure bhi check kur sukte han jasse proxy setting ..
Proxy setting me aap ko ek trh se 2nd person ka net use kurne ka mokka miltta ha jasse aap ka server ip address 192.168.1.1 ha or aap ka is server pe 4g speed de rha ha
Or aap ke pass 2nd server bhi ha or uspe 2g speed de rha to aap proxy setting se aap upne 1st server ki speed se aap 2nd server me speed bdha suktte han ......
Iss ko detail me janne ke liye aap mere ugle post ka intjar kren ya aap mere site pe ja kur mere sare post dekh sukte ha...
mypcware.blogspot.com
Iss site pe aap upne sare questoin comment me lik de kiska jvab aap ko post ke roop ne mil kaae ga ...
Thank you.....
0 comments:
Post a Comment