Aaj aap ko bttata hun ki kese blogs ke campine ko AdWords ke sath kese joden
Isme aap ko pehle to blogger ya koi bhi domain lena hoga jo registered ho fir aap ko usse close kur dena hoga or ispe ek website create kurna hoga jisse ki website ko campine me help ho gi....
Ub aap ko brouser me new tab open kurna ha or uss me AdWords search kurna ha
Jub serch ho jaae to aap ko register ya login ke liye puche ga fir aap ko signup kur kr login kur len fer aap upne blogs pe ja ke campine ka option hoga usse click kur le or process me dekhe ki aap ka AdWords khul jaae ga or website ka name mang ge ga to aap upne blogs ka address dall lenna fir aap ko continue ka option aae ga or tb aap ko vhan pe ads ka option hoga usse pehle aapp ko ampine ka option select kur ke usme upne campine ka nam or ads select kur len kiu ki aap ko ads pe ki or clicks pe payment mile gi fir uss procesure ko complete kur kr done kur den or fir aap ko ads me aap ko upna create kiya huaa ads dikh jaee ga or uss kode ko aap upne website pe paste kur den or aap ka campine process complete ho jaee ga
Isme aap ko bhot kuch btta diya gya ha jo koi bhi website pe available nhi hoga or isme aap ko blogs or AdWords ke bare me bhi knowledge de di
Agar aap ko post achha lge to aap please comment me aap likh ke question bhi bhej dukte ha jisska reply hum aap ko post ke roop me de denge
Thank you.....
0 comments:
Post a Comment